Yudh toh tumhe hi ladna hoga Krishna kitne hi mil jaein jeevan mein, Par arjun ban ke Shastra toh tumhe hi uthana hoga Musibaton se ladna bhi hoga tumhe Yeh kismat par rona chodo, Farsh se arsh par apna naam bhi tumhe hi banana hoga..
संदेश
Motivational लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं
Shayad..
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
Shayad ye hamara waqt nahi.. Shayad abhi sahi samay nhi.. Par iska matlab ye katai nhi Ki Hamari mohabbat mein koi kami thi.. Ki hamari niyat mein koi kharabi thi.. Ki Hume tumse nafarat hone lagi thi.. Ki Hume koi aur mil gae thi.. Ki Hume ab wo pyaar nhi rha.. Ki Hume tujhpe wo aitbaar nhi rha.. Ab sab chor diya us khuda par humne.. Jo mohabbat ka saudagar hai.. Dekhte hain ki use hamari mohabbat ka ehsas kab hoga.. Kab wo din aaega jab hum wapis se asli muskaan ke saath muskuraenge.. Aur kab hamara humsafar hamare saath hoga..